aaj jeevan me pahali baar main khud apna blog likh raha hun.kabhi ssapne me socha bhi nahi tha ki aisa mouka aaega khair didi ko likhte hue dekta tha to sochta tha ki kitna kathin kaam hai par shayad nahi shayad han.apne man ki bhavnao ko kabhi dar bhi lagta hai likne me ya ye sochta hu ki log kya kahenge mere dwara likhe shabdbas aaj itna hi